logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - shahid baltistani - 2013

Paas baba ke mere dusra abbas nahi

Haye sakina haye pyaasKhoon me duba huaDekhkar khali alamEk kohram uthaHaye sakina haye pyaasBacche khamosh hue jab sakina ne kahaPani maange na koi 2Roke sakina boliPaas......1.ilteja hai yeh meriKoi pyaasa na kareShikwae tishnalabiPaas.....2.mere baba se inhe door hatado bacchoKhali kuzo ko kahi jake chupado bacchoDekhkar khusk inhe woh na mehsoos kareApne bhai ki kami3.kaash pani ke liye unse na kehti aakarKya khabar thi ke nahiaaenge ammu jakarSharm aati thi mujhe dekhkar tuti qamarJa nikalti hai meriPaas....4.Mujhko ehsaas na ho apne chacha ke gham kaIsliye aate nahi saamne mere babaJaanti hu mai magar ke mere baba par kya qayamat guzriPaas..5.Dekh halmin ki sada dasht se aayi asgharItna ehsaan to kar behna pe bhai asgharUthja besheer mere baandhle sar se kafanAb zarurat hai teriPaas....6.Jisse dhadas thi tujheKat gaye baazu uskeTeero talwar hai aurTanha hai baba tereAana mushkil hai,watan koi,ummeed nahiKehde sugra se koiPaas....6.Karbala waqt gayi kaisi takallum thi ghadhiDekhti thi wo kabhi baap ko darya ko kabhiSheh pe chalti thi churi bacchi ye kehti hui khaak par baith gayi.

HomebookmarkmybayaazSetting